Namaskar Dosto
Kaise ho aap sab ummid karta hoo ki sabhi log bahut zyada khush honge aur behtar honge aaj ki yah post mein aaj baat karne waale hai iss bare mein ki aap log kaise business loan lene ke baare mein humesha discussion karte rahte hai lekin shayad agar aapko ek fundamental pata na ho to mai bata doo ki jab bhi aap log kisi bank se kisi bhi types ke loan lene ke liye jaayenge aur specially Mai baat karta hoon business loan jo ki zaahir si baat hai business growth ke basis ke tor par hi iss loan ko liya jaata hai..
To iss loan ko lene ke liye mostly cases mein aapke paas business account hona chahiye tabhi jaakar aap kahi business loan apply kar sakte hai ab ek second aap lpg soch rahe honge ki ab yah loan lene ke liye business account kaise open karwayenge aur saath hi bata doo ki business account ko hi doosri bhasha mein current account kahte hai to aaj ki iss article mein aap log janenge ki kaise aap log Bank of Baroda se current account open kaise karwa sakte hai aur current account opening ke liye aap iss article ko poora padhiye..
Bank Of Baroda Current Account Kya Hai?
Table of Contents
To aapko ek baar normal words mein explain kar doo to bank of baroda ek bank hai jo ki aapko banking services provided karwati hai aur isi ke saath banking services mein account opening ek section hai jisme aap jaakar ke current account open karwa sakte hai jo ki business purposes ke liye kaafi important hai to bank of baroda mein aap in short current account means business account kaise open karenge wo aapko isme pata chalega…
Bank Of Baroda Current Account Benefits?
To baat karte hai Bank of Baroda mein current account ke faayde kya hai..
Aap Business purposes ke liye isme account open karwa sakte hai..
Business ke alawa trading, manufacturing etc ke liye bhi aap current account open karwa sakte hai..
Saath hi aapko yaha par savings account ke muqable kaafi zyada aur aapke business fields related facilities milte hai..
Iske alawa aapko transaction mein increment milti hai just because aapka business account hai isliye..
Saath hi aapka interest rate differ karta hai aapka amount aur aapke usage par .
Bank Of Baroda Current Account Opening Why?
To bata doo ki aapko current account kyun khulawana chahiye..
To mai bata doo ki agar aap business karte hai ya karne waale hai to aapke paas current account hona chahiye..
Saath hi jab bhi aap trading ya business karte hai uspar aapko tax ka benefit milta hai jo ki Current Account mein hi possible hai..
Personal usage wale logo ke liye current account nahi hai..
Isi ke saath aapko more withdraw and over draft facilities sirf zyadatar current account mein milta hai..
Bank Of Baroda Current Account Opening Eligibility?
Bank of baroda mein current account har ek vyakti open karwa sakta hai..
Vyakti indian residential hona chahiye..
Isi ke saath uski age 14 years se zyada honi chahiye..
Jis kisi ko bhi current account open karwana hai uska ek solo properitership hona chahiye..
Ya fir koi business own karna chahiye ya kisi firm ka owner hona chahiye..
Aap group private partnership firm ke basis par bhi account create kar sakte hai..
Hindu undivided familes wale bhi open karwa sakte hai saath hi
Panchayat samiti ke sadasya bhi..
Ya Government Departments wale bhi .
Or registered or non registered societies wale bhi..
Saath hi kisi private limited company wale bhi current account opening karwa sakte hai .
Bank Of Baroda Current Account Opening Documentation?
Aapke paas valid aapke sabhi eKYC documents hone chahiye
Isi ke saath aapke paas Pan Card ya form 16 hona hi chahiye..
Official eKYC documents like Aadhar Card, Pan Card, Voter ID Card , Driving Licences, Passport,
Iske alawa aapka agar job card hai to wo bhi aap de sakte hai saath hi..
Aapka Naam government issue population report mein aapka naam hona chahiye.
Aur aapke business related documents..
sarakaar kee aavashyakata shulk aur shulk
sabase mahatvapoorn niyam aur sharten (emaeeteesee)
badauda edavaantej chaaloo khaata : aavashyak dastaavej
khaata kholane ke lie maany kevaeesee dastaavejon kee soochee
bhaarateey rijarv baink ke maujooda dishaanirdeshon ke anusaar khaate kholate samay sthaayee khaata sankhya (pain) / form 60 anivaary roop se praapt kiya jaana hai.
vyaktiyon ke khaaton ke lie aadhikaarik roop se maany dastaavez (oveedee)
paasaport
photo ke saath driving license
aadhaar nambar hone ka saboot
bhaarat nirvaachan aayog dvaara jaaree matadaata pahachaan patr,
raajy sarakaar ke ek adhikaaree dvaara vidhivat hastaaksharit narega dvaara jaaree job kaard.
raashtreey janasankhya rajistar dvaara jaaree patr jisamen naam aur pata ka vivaran hai.
deemd aadhikaarik roop se maany dastaavej, yadi oveedee mein vartamaan / adyatan pata nahin hai. (soochee mein se kam se kam ek dastaavez aavashyak hai.)
kisee bhee seva pradaata ka upayogita bil arthaat bijalee, teleephon, postaped mobail phon, paipd gais, paanee ka bil (do maheene se adhik puraana nahin)
sampatti ya nagar kar raseed;
sarakaaree vibhaagon ya saarvajanik kshetr ke upakramon dvaara sevaanivrtt karmachaariyon ko jaaree penshan ya paarivaarik penshan bhugataan aadesh (peepeeo) yadi unamen pata hai
raajy ya kendr sarakaar ke vibhaagon, vaidhaanik ya niyaamak nikaayon, aur saarvajanik kshetr ke upakramon
anusoochit vaanijyik bainkon, vitteey sansthaanon aur soocheebaddh kampaniyon dvaara jaaree niyokta
se aavaas ke aavantan ka patr. isee tarah
aadhikaarik aavaas aavantit karane vaale aise niyoktaon ke saath chhuttee aur laisens samajhaute;
videshee chhaatron ke maamale mein
paasaport kee kopee aur veeja kee kopee.
kolej / sansthaan dvaara jaaree ek pahachaan patr.
paathyakram ke lie ek pravesh patr jisamen us paathyakram kee avadhi ka ullekh kiya gaya hai jisake lie use sansthaan/kolej dvaara pravesh diya gaya hai.
chhaatraavaas ke aavantan ke lie sanstha/mahaavidyaalay ke letar hed par adhikrt hastaaksharakarta dvaara vidhivat roop se hastaaksharit ek aavantan patr, jisamen vistrt pata aur chhaatraavaas ka sthaan
kamara nan. aadi aur chhaatraavaas aavaas aadi ke aavantan kee tithi ya kholane ke 30 dinon ke bheetar kirae ke samajhaute ke roop mein sthaaneey pata dene vaala ek vaidh pata pramaan
Bank Of Baroda Current Account Minimum Account Balance?
To agar baat ki jaaye ki account opening ke baad aapko kitna paisa account management ke liye rakhna hoga maximum 10000 rupees tak aapko account mein amount manage karna hoga..
Bank Of Baroda Current Account Minimum Balance Fee?
Aur agar kisi karan se aap 10000 rupees manage nahi kar paate to aapko har saal ke quarter ke hisab se 800 rupees fee pay karni hogi..
Bank Of Baroda Current Account Withdrawal Limit?
To aap bank of baroda ke current account se maximum ek din mein 25000 rupees tak hi withdraw kar sakte hai isse zyada nikalne paar aapko extra charges pay karne padenge…
Visit : https://www.bankofbaroda.in/personal-banking/accounts/current-accounts
Bank Of Baroda Current Account Open Kaise Kare? / Bank Of Baroda Current Account Opening?
Online Method:
Sabse pahle aapko bank of baroda ke official site par visit karna hoga..
Iske baad aapko menu bar mein account section dikhega waha par click karke aapko bank of baroda advantage current account par click karna hai..
Iske baad agar aapka account existing hai to aap login kijiye uske baad aap iss current account par tap karen and sabhi basic details ko fill karke aur documents ko upload karke aapka account review mein chala jaayega..
And then after the process aapka account open ho jaayea confirmation ke liye video kyc bhi kii jaa sakti hai .
Offline Method:–
To aapko sabse pahle apne nearest bank of baroda ke branch par jaana hai iske baad
Aapko bank manager or employee se current account ke bare mein batate huye current account application form ko borrow karna hai.
Iske baad forms mein jo bhi filed hai aapko use poora bharna hai uski details aapko article mein mil chuki hai ..
Then aapko apne documents ko attach kar dena hai..
And submit kar dena hai..
After the review and process agar verification complete hone ke saath hi aapka account open ho jaayega…
Bank Of Baroda Contact Number?
18001027788
Conclusion?
To dosto aaj ki iss post mein humne baat ki hai aap log kaise bank of baroda mein apna current account kaise open karwaa sakte hai saath hi kaise aap log yah kar sakte hai poori details Article mein hai .
Ummid hai ki aapko post pasand aayi.
Aabhar Aapka
Aashish Kummarr