Breaking News

Central Bank Of India Pradhan Mantri Mudra Yojana Loan Kaise Le? | Cent Mudra Loan? | Central Bank MSME Loan?

Hello friends,

Kaise hain aap sabhi log ummid karti hu acche bhale honge toh aaj ke article aapke liye kaafi naaya hone waale hai jisme ki hum Pradhan mantri mudra yojna iss type ke schmes ke baare mein jaanne waale hai ki iske jariye hum konse kaam shuru kar sakte hai jaise ki aap sabhi ko pata hai ki aaj ke time mein jo vyakti job kar raha hai wo apne parivar ya unke kharcho ko aache se handle nhi kar paa raha jiske jaiye unko kayi problem face karna padta hai aur iss case mein har ek vyakti chahta hai ki wo koi business shuru kare bhale wo chota ya bada kyu na ho…

Iss case hum dekhenge ki humhare pass sab available hai ideas bhi lekin baat yaha jakar aa jati hai ki kisi bhi business ko shuru karne ke liye humhare pass paise hone chahiye jo ki aap government msme schmes ka use kar sakte hai like Pradhan Mantri Mudra yojna ke schmes yeh aapko sabhi banks jo apni facility ke anusar deti hai issi par aaj hum iss article ke madhyam se jaanenge.

Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna kya Hai?

Waise mein aapko bta doo ki Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna kya yeh ek prakar ki govt dwara nikali gyi schmes hai jisme aap kisi bhi prakar ka business start kar sakte hai chahe wo chota ya bada business hii kyu na shuru karna ho waise toh koi na koi bank aapko loan deti hai lekin unme se ek yeh jo government dwara nikali gyi schmes hai pradhan mantri Mudra yojna Loan jisse aap log loan easily le sakte hai.

Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna ke kya Benefits Hai?

Aayein ab hum iske benefits ke baare mein charcha karte hai..

1. Iss loan ke dwara hum apna koi bhi business shuru kar sakte hai.

2.Aur yeh loan collateral free hota hai aur isme aapko koi processing fee pay nahi karna padta.

3.Isme interest bhi aapko kam dena padta hai pradhan mantri Mudra yojna Loan mein.

4.yaha se loan lene par aapko loan jaldi process ho jata hai.

5.Aur aapko yaha loan lene par tenure timing aacha khasha mil jata hai.

6. Yeh loan har ek vyakti le sakta hai aur iska laabh utha sakte hai.

Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna se kitne Amount Tak ka Amount paa sakte Hai?

Ab hum jaante hai ki Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna aapko kitna amount deta hai toh 10 lakh tak ka amount aapko dilwane mein madad karta hai.

Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna ka Interest Kitna pay karna padta Hai?

Ab hum Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna ke interest ki baat kare toh yeh jo aapko byaj dena hota hai wo 8.05% aapko pay karna padta hai.

Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Tenure Timing?

Agar hum Central Bank of India ke tenure ki baat kare toh yeh aapko milta hai 3-5 years ka duration time jiske bich aapko loan ko return karna hota hai .

Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Eligibility?

Pahle toh aapki age kam se kam 18 years honi chahiye aur zayada se zayada 65 years honi chahiye iss loan ko apply karne ke liye.

Dusara yeh ki aap Bharat ke niwasi hone chahiye.

Retailer, traders,artisans, manufacturers and small vendors ko hii yeh saari facilities mil sakti hai.

Iss loan ko lene ke liye aapka financial status kaafi accha hona chahiye.

Aur business esa hona chahiye jisse aapka potential to generate profit ho.

Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Documentation?

Identification proof:-

Aadhar card
Voter id card
Passport
Driving licence

Residence proof:-

Gas bill
Power bill
Water bill

Business documents:-

GST registration certificate
Income tax returns
Balance sheet
Profit and loss account
Rental agreement

Aur saath hi aapke pass account statement for the last 6 months ki honi chahiye.

Photocopies of the loan applicant ki mandatory hai.

Aur business se related sabhi documents hone chahiy

Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Contact Helpline Number?

18002021911/18002031911

Visit : http://www.centralbankofindia.co.in/en/Cent-Mudra-Yojna

Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna Loan kaise apply kare..

Pahla aapko udhaymint portal par jana hai aur platform par apna aapko account banana hai.

Then aapko portal par login karna hai aur Pradhan mantri mudra yojna loan ke liye application form bharna hai.

Aur loan ke liye aapko pass ke hii Central Bank of India ka branch choose kare.

Apne application form ko important documents ko mannual roop se submit kare branch mein jakar.

SHISHU YOJNA

Sabse pahle aapko cbiloana59minutes.com par jana hai aur waha se account banana hai.

Login karke mudra loan par click karna hai.

Fir aapko shishu loan ke liye pan card or business pan card dalna hai.

Then GST profile aur last mein bank statement ko upload karke.

Uske baad loan profile ko complete karna hai.

TARUN YOJNA & KISHOR YOJNA

Isme bhi same process hai jo ki shishu yojna mein the wahi same process tarun yojna aur kishor yojna mein bhi hai.

Isme aapko cbiloana59minutes.com par jana hai .

Waha par account bana kar login karna hai aur mudra loan par click karna hai.

Iske baad aapko tarun yojna aur kishor yojna ke liye pan card or business pan card dalna hai.

Then GST profile aur profile iske baad bank statement ko upload karke.

Apne loan profile ko complete karna hai.

Kya Central Bank of India ke alawa sabhi banks Pradhan Mantri Mudra yojna provide karwate hai?

Hann zyadatar banks jo hai aapko loan mtlb ki Pradhan Mantri Mudra yojna Loan provide karwati hai.

Kya sabhi loan collateral free loans mein aate hai yaa nahi?

Iska jawab hai nahi par Pradhan Mantri Mudra yojna mein collateral free services hoti hai.

Conclusion?

Toh aaj ke article mein humne baat kari Central Bank of India Pradhan Mantri Mudra yojna se loan kaise le sakte hai aur uske poore concept ko jaana aur samjha ki aap log loan ke liye kaise apply kar sakte hai jo ki iss article ke madhyam se clear Hui.

Asha hai aapko iss article mein sabhi doubt clear hue ho.

Aashish Kummarr

About Aashish Kummarr

Check Also

Indusind Bank Se Loan Kaise Le? | Indusind Bank Se Personal Loan Kaise Le? | Indusind Personal Loan | इंडसइंड बैंक से लोन कैसे ले ? | Apply Indusind Personal Loan

Namaskar bhaiyo, Kaise hai aap sabhi log ummid karta hoon ki sabhi log khush honge …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Please turn AdBlock off

x