Namaskar dosto,
Kaise hai aap sabhi log mai ummuid karta hoon ki sabhi log khush honge aur apne gharo mein honge aaj ki iss post mein hum log bahut ek kaamaal ke unique concept ke upar baat karne waale hai jo ki yah hai ki aap log home loan kaise le sakte hai jii ha jaise ki aaj tak humne kaafi saare loan ko discuss kiya hai aaj hum jaante hai ki aap log home loan kaise apply kar sakte hai aur wo bhi ghar baithe..
To mai aap logo ko sabse pahle bata doo ki iss home loan ke poore concept ko hum log official bank ki help se samjhenge ki aap log aaj ki union bank se aap log home loan kaise le sakte ho aur in short kahe to aap log yah samjhoge ki aap log union bank se home loan kaise apply kar sakte ho…
Union Bank Home Loan Kya Hai?
To sabse pahle hum log yah jaante hai ki yah union bank ke bare mein jaha tak jin logo ko nahi pata hai to unhen mai bata doo ki union bank ek official bank hai jii haa yah bank aapko baaki banks ki hi tarah hi saari services aapko provide karwati hai aaj hum log iski help se janne waale hai ki union bank se aap log home loan kaise le sakte ho aur jin kisi logo ka bhi account nahi hai union bank mein to aapka union bank mein account hona kaafi zaroori hai kyunki tabhi aap log yaha se iss bank se home loan apply kar sakte hai..
Baaki baat rahi hai ki yaha se loan lena aapke liye sahi rahega ya nahi to iska normal answer hai ki yah ek bank hai to bilkul baaki ke banks ki hi tarah iska work hota hai aur saath hi baat rahi to yah RBI ke regulations mein work karta hai….
Union Bank Home Loan Kitna Milta Hai?
To jaise ki aap log jaan chuke hia ki yah ek official bank hai aur kyunki yah ek official bank hai to yaha se aap logo ko loan ke bhi kaafi sare loan types dekhne ko mil jaate hai isme hum log baat kare ki aapko yaha se home loan kitna mil jaata hai to isko mai agar aap logo ko normal samjahoo to Union Bank Home Loan mein bhi aapko do home loan milte hai jisme se hum log Union Bank Home Loan new home ki bat karenge to agar iss loan ki baat kare to isem aapko normally loan ka amount zyada milega agar baat kare ki aap logo ko kitna loan milega to yaha se aapko 30lkahs rupees tak ka home loan mil jaata hai…
Union Bank Home Loan Lene Par Aapko Byaz Kitna Dena Hota Hai?
To ab hum samajhte hai ki jab aap log Union Bank Home Loanlete hai to aapko iss home loan ka interest kitna pay karna hota hai to jaise ki yah baat aap log mere se acche se jaante honge ki jo aapko loan ka amount milta hai wo hai aapka Union Bank Home Loan new home loan jisme aapko loan ka amount aapko zyada milta hai ab loan ka amount aapko zyada mil raha hai aur kyunki yah home loan bhi hai to yaha par aapko annually basis par interest dena hota hai jo ki aapka 12% annual ke hisab se hota hai….
Union Bank Home Loan Aapko Kitne Dino Ke Liye Milta Hai?
Aur ab hum yah samajhte hai ki jab aap log Union Bank Home Loan le lete hai to aap jab loan le lete hai to aapko loan lene ke baad aapko iss loan ka repayment kab tak karna hota hai to agar hum log baat kare ki aapko Union Bank Home Loan new home loan lene par aapko yah loan kitne dino ke liye milta hai to yah loan kyunki home loan hai to aapko yah annual basis par milta hai aur jo duration timing hai wo hoti hai aapki 10 saal ke liye…
Union Bank Home Loan Kon Le Sakta Hai?
To ab hum jaante hai ki Union Bank Home Loan le kon kon sakta hai..
1. To sabse pahle baat kare to aap ek Indian residential hone chahiye..
2. Isi ke saath aapke age kam se kam 25 saal honi chahiye..
3. Aur aapke paas abhi personal documents hone chahiye..
4. Aapke paas Union Bank ka account hona chahiye active..
5. Aur aapke paas koi na koi occupation zaroor ho..
6. Aapke paas property related documents ho..
Union Bank Home Loan Lene Ke Liye Documents?
To ab hum jaante hai ki Union Bank Home Loan lene ke liye aapke paas kon se required documents hone chahaiye…
1. To sabse pahle aapko apna eKYC verify karwana hoga iske liye (Aadhar Card, Pan Card)
2. Ab iske baad aapko apna address verify karwana hoga (E-Bill)
3. Fir aapko apne property related documents ko bhi upload karna hoga..
4. Ab iske saath aapko apna kaam kaaj ki jaankari yaani ki aapko apna ocuaption proof dena hoga (Salary Slip, Pay Slip)
5. Aur aapke paas union bank ka official active account hona chahiye uska bank statement dena hai…
Union Bank Home Loan Kaise Le | Union Bank Home Loan Kaise Apply Kare?
1. To sabe pahle aapko apne browser mein jaakar ke Union Bank ki official site par jaana hai iske baad aapko waha par sabse pahle login hona hai..
2. Jaise hi aap log login ho jaayenge aapko pahle basic details daalni hai fir aapko waha par apne required documents ko upload kar dena hai..
3. Ab aapko header mein loan ka option dikhega usme home loan mein aapko new home choose kar lena hai..
4. Iske baad amount daalna hai loan ka aur form submit kar dena hai..
5. Ab aapka loan apply ho chuka hai 24 hours ke andar aapka loan approved ho jaayega aur fir aap logo ka aapka loan aapke bank ac mein mil jaayega….
Kya Sikha?
Aaj humne jaana hai ki Union Bank Home Loan kaise le sakte hai aur kaise Union Bank Home Loan apply kaise kar sakte hai…
Ummid hai ki aapko yah post pasand aayi, koi sawaal ho to comment mein pooche..
Dhanyavad ….